Aikni,Keel Mahasay:
    "Do(2) cup pani main joay lehsan daal kar ubalian.Itni dair tak ubalain kay pani aik cup reh
 jaey,Phir is paani ko chaan kar din main aik martaba piyen,Ye amal kuch haftaay karnay say Aikni,
Keel Mahasay khatam ho jaen gay"
     Akasar oqat ye daikhnay main aya hai kay chehray kay upar danay yani keel nikal atay hain.ye danay
kafi dard naak bhi hotay hain.Or agr ye khatam bhi ho jaen tu nishan yani daagh baqi reh jatay hain,
Jin ki waja say insan kay chehray ki khobsurati par kafi asar hota hai.ye masalay akar toor par ghair
mayari product yani beauty creams ki waja say namudaar hotay hain.Or phir khatam honay ka naam nai laitay.Tu aisay badnuma dagh dhabay or keel mahasoon kay liye ham lay hain ap kay aik behtreen tootka.Karna sirf ye hai k rozana do(2) cup pani lain, phir is main joay lehsan daal kar ubalain.isko itni dair
ubalta renay dain k pani aik cup baqi reh jay,phir isko chaan lain.Or din main aik martaba piyen. kuch hi hafto kay istimal say Aikni,Keel Mahasay khatam ho jaen gay.Aik baar zroor azmain. 
Next
This is the most recent post.
Previous
Older Post

Post a Comment

 
Top