Chehray ki Chiknahat Aik Dam khatam:

    "Char (4) khanay kay chamchay arq-e-gulaab main do(2) khanay kay
chamchay gandam ka aata maila kar chehray par lagaen,Phir halkay hath
say rgartay huway saaf karain,Is say chehray ki izafi chiknahat khatam
ho jaey ge"

    Baaz oqat kuch insano ka face qudarti toor par chikna hota hai.Tu
ye chiknahat insan ki khobsurati par bhut manfi asrat murattab karti hai.
Or aksar oqat ye bhi daikha giya hai k jab ap chehry say chiknahat door
karnay kay liye koi cream wgera istimal kartay hain, tu waqti tour par
chiknahat door tu ho jati hai leken fer thiri dair baad wapis aa jati hai.
Ye isliye hota hai q k aksar cream ghair mayari hoti hain.tu wo faida
dainay kay bjaey ulta nuksaan daitay hain.Tu is liye is maslay ko daikhtay
 haway ham laay hain ap kay liye aik zabardast tootka.G han karna sirf itna
hai k sirf (4) khanay kay chamach arq_e_gulab main do(2) khanay kay chamach
gandam ka aata mila kar chehray par lagaen,or phir halkay hath say ragartay
huway saaf kar lain.Is say chehray ki izafi chiknahat khatam ho jaey ge.

Post a Comment

 
Top