Khansi ka behtreen Ilaaj:

      "Aik kup pani main badiyaan kay do(2) khushk phool daal kar ubaal lain,Is ko pandra(15) minut kay
liye dam par rakhain,Phair isko chaan kar is main do(2) chamach Shehd mila dain,Phir waqfay waqfay
say do(2) chamach din teen(3) baar piyen,Sirf kuch dino kay istimal say khansi bilkul khatam ho jaey
gi.
       Khansi aik gandi bimari hai.Ye aam toor par sardiyo main ziyada hamla karti hai.
Or ye Thandi,Khatti or chinahat wali chizo say ziyada hoti hai.TU khansi kay dooran in chizon
say ijtanab karain.Or ye bacho
ko ziyada lagti hai q k bachay na samajh hotay hain,Or wo sardi lagnay ka itna khayal nai rakhtay,Or
phir bimari yani khansi ka shikaar ho jatay hain.Tu is pareshani kay hal kay liye ham laey hain
ap kay liye aik aisa ghrelo tootka jisko ap ghar main bhi tayar kar saktay hain.Is main apko badiyan
kay khushk phool or shad ki zroorat ho gi.Karna sirf ye hai k aik kup pani lain or us main badiyaan kay
do(2) khushk phool daal kar ubaalen.or usay pandra(15) minuts tak dam par rakh dain.phir isko achay
triqay say chaan lain.Phir is main do(2) chamach shehd daal dain.Or or waqfay waqfay do(2) chamach
din main teen(3) baar pilain.Sirf kuch din ye amal karnay say khansi bilkul khatam ho jaey ge.
Aik baar zroor azmain.

Post a Comment

 
Top