Tomato kay behtreen faiday:
"Tomato ka istimal zroori hai.Or isay rooz istimal kiya karen.Q ye jisam se FALTOO charbi ko khatam karta hai.Tomato charbi koaisay pighlata hai jaisay garmiyo men barf"Aj kal ghair mayari ashiya ki waja say insani jisam k andar charbi ki miqdar kafi barh jati hai.Charbi ziyada tar chiknahat wali chezain khanay se ziyada hoti hai.Khas tor par talli huwi chezain khanay say charbi ziyada hoti hai.Ye charbi insan k liye rozmara ki zindgi main kafi mushkilat ka bais banti hai.Log is charbi ko khatam karnay k liye kafi dawaya or warzish kartay hen.Leken kuch khas faraq nai parta.Aj ham apko btain gay aik aisa tariqa jo nihayat asan or sasta hai.Karna sirf ye hai k rozmara k khanay men tomato ka istimal
ziyada karlain.Ye jisam say falto charbi chand dino main khatam karta hai.Tomato insani body k liye inyhai mufeed hai.Or ye charbi ko aise khatam karta hai yani pighlata hai jaisay gfarmiyo main barf pighalti hai.Tu tomato ka istimal ziyada say ziyada rakhen or apnay jisam ay charbi ko chand dino main khatam karain.
Post a Comment