"Nazer ki kamzori k liye azmoda totka:
Ghusal karnay ya "nakhun" katnay k badpaon or angotho par zetoon ya sarsoon
ka Tail lgain, Nazer kabhi kamzoor na
hogi,chahay umar (100) sal say tajawuz
kar jaay"
Mahereen ka kehna hai k aksar oqat
insan ki umar juun juun burhapay ki taraf
barhti jati hai to umar k sath ath uski
nazar kamzoor hoti jati hai.Leken ajkal
bahut se mareez aise b daikhny ko miltay
hen, jin ki nazar kam umri men he kafi
kamzoor par jati hai.jis kim waja se kam
umri men he ainak majboran lagani parti
ha.
Tu pareshan bilkul na ham laay hen ap
k liye aik aisa desi tootka jo istimal
karnay men inthai asan leken kaafi faida mand
or kaar amad hai.karna sirf itna hai k jab ap
ghusal kartay hen ya nakhun kattay hen tu nakhun
katnay or ghusal karnay k baad zaitoon ka tail
angootho par lagaen. gar zaitoon ka tail dastiyab
na ho tu ap sarso ka tail bhi istimal kar sakty hen.
Tu apki nazar kabhi kam na hogi.Taumar or Tahiyat.
Chahay apki umar (100) sal ki ho jaey.Aik bar ye
tootka zroor azma k daikhen.
This is great article you must read more about that Aankhon Ki Kamzori kaise dur kare
ReplyDelete